अदा निगाहों से होता है फर्जे-गोयाई,
जुबां की हद से जब शौके-बयां गुजरता है।
Adaa Nigaahon Se Hota Hai Farz-e-Goyaai,
Jubaan Ki Hadd Se Jab Shauk-e-Bayaan Gujrata Hai.
अदा निगाहों से होता है फर्जे-गोयाई,
जुबां की हद से जब शौके-बयां गुजरता है।
Adaa Nigaahon Se Hota Hai Farz-e-Goyaai,
Jubaan Ki Hadd Se Jab Shauk-e-Bayaan Gujrata Hai.
मैं डर रहा हूँ तुम्हारी नशीली आँखों से,
कि लूट लें न किसी रोज़ कुछ पिला के मुझे।
Main Darr Raha Hun Tumhari Nasheeli Aankhon Se,
Ke Loot Lein Na Kisi Roz Kuchh Pila Ke Mujhe.
जीना मुहाल कर रखा है मेरी इन आँखों ने,
खुली हो तो तलाश तेरी बंद हो तो ख्वाब तेरे।
Jeena Muhaal Kar Rakha Hai Meri Inn Aankho Ne,
Khuli Ho To Talaash Teri Band Ho To Khwab Tere.
क्या कशिश थी उस की आँखों में मत पूछो,
मुझ से मेरा दिल लड़ पड़ा मुझे यही चाहिये।
Kya Kashish Thi Uss Ki Aankho Mein Mat Poochho,
Mujhse Mera Dil Lad Pada Mujhe Ye Hi Chahiye.
मुस्कुरा के देखा तो कलेजे में चुभ गयी,
खंज़र से भी तेज़ लगती हैं आँखें जनाब की।
Muskura Ke Dekha To Kaleje Mein Chubh Gayi,
Khanjar Se Bhi Tez Lagti Hain Aankhein Janaab Ki.
खुलते हैं मुझपे राज कई इस जहान के,
उसकी हसीन आँखों में जब झाँकता हूँ मैं।
Khulte Hain Mujh Pe Raaz Kayi Iss Jahan Ke,
Us Ki Haseen Aankhon Mein Jab Jhaankta Hoon Main.
फिर न कीजे मेरी गुस्ताख निगाहों का गिला,
देखिये आपने फिर प्यार से देखा मुझको।
Fir Na Keeje Meri Gustakh Nigahon Se Gila,
Dekhiye Aapne Fir Pyar Se Dekha Mujhko.