Shayari SMS

Attitude Shayari

Hauslon Se Udte Hain…

Khushboo Ban Kar Gulon Se Udaa Karte Hain,
Dhuaan Ban Kar Parbaton Se Udaa Karte Hain,
Humein Kya Rokenge Yeh Zamane Wale,
Hum Paron Se Nahin Hauslon Se Udaa Karte Hain.